Saturday 3 January 2015

Kya hai Ruhani amal ?




 Jaisa ki hamare bade bazurag ko hamesha se hi ruhani amalo par vishvash rha
  hai.Misr,Arab,India ke kush log abhi bhi in Ruhani ilmo par vishvash rakhte hai,
  lekin new generation ke kafi log is ruhani ilm par vishvash nhi krte.Swal ye hai ki
 "kya hai ye ruhani amal".kyu aaj bhi log is par trust karte hai. Kya real me iske 
 asar dekhte hai.sayad aap me se kush log Na kahe pr mera answer ha.
 maine  apni life me Ruhani ilm ke kayi asar dekhe hai.
 Ruhani ilm ek esa ilm hai isme insan apni prayer ko sifali tareeke se ya taweez
 me likh kar GOD sedua krta hai ,is dua ko GOD sunta hai or insan ko fayda

 hota hai.

Ruhani amal aur kala jadu me fark ?

Ruhani amal aur kala jadu me sirf itna fark hai ke ruhani amal me pir,shadu ,ya kisi
devta se dua magi jati ,ye dua kisi ki sifa ya naik kaam ke liye ki jati hai ,jab ki kale
jadu me kisi shaitaan ko bali dekar khush kiya jata hai aur unse galat kaam liye jate hai.

4 comments:

  1. Plz meri friend ka talaq karbadijiye meharbani hogi zindagi bhar ye ehsaan nahi billings talaq ka plzz adaban guzarish hy

    ReplyDelete
    Replies
    1. Talak nhi krva sakte pr han unka rishta itna majboot kr sakte hai ki talak ki nobat hi nhi aayegi

      Delete
  2. Kia rohani Amal krny ky ly qabristan jna prta h

    ReplyDelete